Friday 31 January 2014

Allama Iqbal Poetry in Urdu

Allama Iqbal Poetry in Urdu

Taskeen na ho jis se wo raaz badal daloJo raaz na rakh paye hamraaz badal daloTum ne b suni ho gi bari aam kahawat hyAnjam ka jo ho khatra aghaz badal daloPur-soz dilon ko jo muskan na de payeSur hi na mile jis mai wo saaz badal daloDushman k iradon ko hy zahir agar karnaTum khel wohi khelo andaz badal daloAy dost karo himat kuch door sawera hyAgar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo


*************************


yarab yeh jahan-e guzran khub hai lekinkiun khawar hain mardane safa cash-o-hunar mandapne bhi khafa mujh se hain begane bhi nakhushmain zahbar-e halahal ko kabhi kah na saka qand


*************************


uth keh ab bazme jahan ka aur hi andaz haimashriq-o-maghrib mein tere dor ka aaghaz haitere sine mein hi poshida raz-e zindagi kahdemusalma.n se hadees-e sozo saz-e zindagi kehdo


*************************


Koi andaza kar skta hai us ke Zor e Bazu kaNigah e Mard Momin se badal jati hain Taqdeer


*************************


Jafa jo Ishq mein hoti hai woh Jafa hi nahiSitam na ho to Muhabbat mein kuch Maza hi nahi

*************************

Allah se kare door, to Taleem bhi FitnaImlak bhi Aulaad bhi Jageer bhi FitnaNahaq ke liye uthe to Shamsheer bhi FitnaShamsheer hi kia Narah Takbeer bhi Fitna

*************************

Yeh Faizan e nazar tha ya keh Maktab ki Karamat thiSikhaye kis ne Ismail ko Aadab e Farzandi


*************************


Apni hi Mitti par chalne ka Saliqa sikhoSang Marmar par chalo gay to Phisal jao gayApne Parcham ka rung tum bhula mat denaSurkh sholon se khelo gay to Jal jao gay


*************************

No comments:

Post a Comment